Hey Shiv Shankar Hey Karunakar Lyrics

"Hey Shiv Shankar Hey Karunakar" lyrics from Sur Sangam sung by rajan mishra, sajan mishra and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by vasant dev

Singer(s):
Lyricist(s):

Hey Shiv Shankar Hey Karunakar Lyrics


Hey shiv shankar hey karunakar
Parmanand mahesawar
Hey shiv shankar hey karunakar
Hey shiv shankar hey karunakar
Parmanand mahesawar
Mere bithar tum gaate ho
Mere bithar tum gaate ho
Sun lo tum apna ye swar
Hey shiv shankar hey karunakar
Parmanand mahesawar

Mon ghaan dhyan ka jamaya
Mon ghaan dhyan ka jamaya
Rog raag ko hi mana
Tum bane ho pran pran ki
Tumhi bane ho pran pran ki
Mere tan man ko pawan kar
Hey shiv shankar hey karunakar
Parmanand mahesawar

Rudar been jhankar tumhari
Rudar been jhankar tumhari
Shudar jano se rahi ansuni
Dhanya tumhi ho jao sudeswar
Dhanya tumhi ho jao sudeswar
Apne mukh se sun apna sawar
Hey shiv shankar hey karunakar
Parmanand mahesawar

Nab chaya ghan ghao bijuriya
Dhamke chamke
Adharo ki muskaan
Teri cham chamke
Gir gir aaye megh bavant
Garaj garajhte
Gunga napur naad tumhara
Thirak thirkate
Jhuk gaya matha ki
Tumne ha kaha jis pal umapati
Shees ki gaga uthar aayi
Ghal ghalati
Geet ki har lahar par tum
Jhoom kar nacho nateshwar
Aaj is aanand mein lahao tum
Maheshwar shiv shankar
Maheshwar shiv shankar.

More songs lyrics from Sur Sangam.