Hey Param Peetah Parmeshwar Lyrics

"Hey Param Peetah Parmeshwar" lyrics from Jaagruti sung by sadhana sargam and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Hey Param Peetah Parmeshwar Lyrics


Hey paramapeetah parameshwar
Aisi jaagrati paida kar
Hey paramapeetah parameshwar
Aisi jaagrati paida kar
Hinsa ki aag bujh jaaye
Hinsa ki aag bujh jaaye
Antar mein prem laharaaye
Paramapita parameshwar

Bhaai chaare ki baat chale
Phir pooja ho maanavta ki
Duniya mein naya savera ho
Duniya mein naya savera ho
Dhale raat ye daanavta ki
Woh raam raajya phir aaye
Antar mein prem laharaaye
Paramapita parameshvar

Khushahaali ke din hon sada
Koi nirdhan anaath na hove
Ganga jamuna ki dharti par
Ganga jamuna ki dharti par
Har maanav sukoon se sove
Jab koi bhi na duhkh paaye
Antar mein prem laharaaye
Parampita parameshvar.

More songs lyrics from Jaagruti.