Hazaro Karwaa Lute Gaye Lyrics

"Hazaro Karwaa Lute Gaye" lyrics from Mehndi sung by hemant kumar, lata mangeshkar and music directed by ravi shankar sharma (ravi) and composed by ravi shankar sharma (ravi) and lyrics written by shamsul huda bihari (s. h. bihari)

Music Director(s):

Hazaro Karwaa Lute Gaye Lyrics


Hazaro karwaa lute
Gaye manzil ki raho mein
Jo gum ka samna karta
Gaya manjil pe wo pahucha
Bedard jamana tera
Dusman hai to kya hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai
Bedard jamana tera
Dusman hai to kya hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai
Ye kaisi khudai hai
Bhala kaisa khuda hai
Lutti hui dunia jo
Meri dekh raha hai
Mai kaise bhala manu ke
Duniya mein khuda hai
Agar hai to kaha hai

Izzat bhi bachi jan
Bachi kaise ye bolo
Wo konsi takat thi
Zara dil ko tatolo
Hai jiska karam
Usi se gila hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai
Bedard jamana tera
Dusman hai to kya hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai

Kuch kam nahi apne
Liye jine ke sahare
Kuch kam nahi apne
Liye jine ke sahare
Iman ki daulat hai
Abhi pas hamare
Ye aisa sahara hai jo
Har say se bada hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai
Bedard jamana tera
Dusman hai to kya hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai
Bedard jamana tera
Dusman hai to kya hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai
Duniya mein nahi jiska
Koi uska khuda hai.

More songs lyrics from Mehndi.