Hazaaron Rang Badalegaa Lyrics
"Hazaaron Rang Badalegaa" lyrics from Shirin Farhad sung by mohammed rafi and music directed by mohinder singh sarna and composed by mohinder singh sarna and lyrics written by tanvir naqvi
Hazaaron Rang Badalegaa Lyrics
Na hanso pyar pe
Nadan zamane walo
Kya mitaoge mohabbat ko
Mitane walo
Hazaro rang
Badalega zamana
Hazaro rang
Badalega zamana
Na badalega
Muhabbat ka fasana
Muhabbat ka fasana
Hazaro rang
Badalega zamana
Pighal jate hai
Patthar mom ho kar
Pighal jate hai
Patthar mom ho kar
Simat jate hai
Katare se samandar
Muhabbat chhedati
Hai jab tarana
Muhabbat chhedati
Hai jab tarana
Hazaro rang
Na badalega
Muhabbat ka fasana
Muhabbat ka fasana
Hazaro rang
Badalega zamana
Ude to chand
Tare to laaye
Ude to chand
Tare to laaye
Gire to aag
Pani mai lagaye
Banaye bijliyo
Pe aasiyana
Banaye bijliyo
Pe aasiyana
Na badalega
Muhabbat ka fasana
Muhabbat ka fasana
Hazaro rang
Badalega zamana
Muhabbat maut
Se bhi kya maregi
Muhabbat maut
Se bhi kya maregi
Zamane se
Muhabbat kya daregi
Ki isaki thokaro
Me hai zamana
Ki isaki thokaro
Me hai zamana
Na badalega
Muhabbat ka fasana
Muhabbat ka fasana
Hazaro rang
Badalega zamana
Na badalega
Muhabbat ka fasana
Muhabbat ka fasana
Hazaro rang
Badalega zamana
Hazaro rang
Badalega zamana.
More songs lyrics from Shirin Farhad.