Haye Mere Dil Pe Lyrics

"Haye Mere Dil Pe" lyrics from The Thief Of Baghdad sung by kamal barot and music directed by b.n. bali and composed by b.n. bali and lyrics written by shamsul huda bihari (s. h. bihari)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Haye Mere Dil Pe Lyrics


Ek din ek ajnabi
Kahne laga ye pyar se
Janeman ruk jaiye
Kahna hai kuch sarkar se
Dekho to zara meri jana
Kaisa tera sharmana
Haye mere dil pe churi chal gayi
Haye haye mere dil pe churi chal gayi
Churi chal gayi re buri chali gayi
Churi chal gayi re buri chali gayi
Ye chali wo gayi ye lagi
Haye mere dil pe churi chal gayi
Haye haye mere dil pe churi chal gayi

Usne jo chu liya
Pasina mujhe aa gaya
Usne jo chu liya
Pasina mujhe aa gaya
Mar gayi mai pyar me to
Jina mujhe aa gaya
Nanhi si jaan meri ghabra gayi
Nanhi si jaan meri ghabra gayi
Tum hase hum fase
Haye mere dil pe churi chal gayi
Haye haye mere
Dil pe churi chal gayi

Dil ke khazane ko
Lutaya tere naam pe
Ruthte nahi hai
Kabhi badshah gulam se
Pyar me tumhare
Sanam haye maat kha gayi
O sanam ab na kar ye sitam
O sanam ab na kar ye sitam
Haye mere dil pe churi chal gayi
Haye haye mere dil pe churi chal gayi.

More songs lyrics from The Thief Of Baghdad.