Haya Hoo Kya Masti Lyrics

"Haya Hoo Kya Masti" lyrics from Albela sung by alka yagnik, kumar sanu, udit narayan and music directed by jatin pandit, lalit pandit and composed by jatin pandit, lalit pandit and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Haya Hoo Kya Masti Lyrics


Haiyya hu kya masti kya jaadu
Main aur tu kya masti kya jaadu
Roz kahan hoti hai
Dilbar aisi mulaqate
Aankhon aankhon mein
Karle aao dil ki baatein
Haiyya hu kya masti kya jaadu
Main aur tu kya masti kya jaadu
Roz kahan hoti hai
Dilbar aisi mulaqate
Aankhon aankhon mein
Karle aao dil ki baatein
Haiyya hu kya masti
Kya jaadu kya jaadu

Aap ki saari baatein ajab si hai
Bhoori bhoori aankhen gazab ki hai
Aap ke jaisa chehraa yahan kahan
Gesu haseen suneheraa yahan kahan

Tu albela mast akela
Tere jaisa koi hai
Kahin naa kahin naa

Haan haiyya hu
Kya masti kya jaadu
Main aur tu kya
Masti kya jaadu

Roz kahan hoti hai
Dilbar aisi mulaqate
Aankhon aankhon mein
Karle aao dil ki baatein
Haiyya hu kya masti
Kya jaadu kya jaadu

Kya hai mera fasaana suno suno
Toota hai dil deewana suno suno
Main yeh baat bataaoon kisse bhalaa
Dard e jigar dikhaaoon kisse bhalaa

In zakhmon ko un lamhon ko
Yaad karenge hum to
Ab kabhi naa kabhi naa
Hey haiyya hu kya masti kya jaadu
Main aur tu kya masti kya jaadu

Roz kahan hoti hai
Dilbar aisi mulaqate
Aankhon aankhon mein
Karle aao dil ki baatein

Haiyya hu kya masti
Kya jaadu kya jaadu
Hey hey hey hey oh ho ho ho

Main hoon teri deewani mere sanam
Tu hai meri kahaani mere sanam
Maine tujhe hi socha teri kasam
Maine tujhe hi chaaha teri kasam

Dil mein mere armaan tere
Tere jaisa naa hoga
Kahin naa kahin naa
Haiyya hu kya masti kya jaadu

Main aur tu kya masti kya jaadu
Roz kahan hoti hai
Dilbar aisi mulaqate
Aankhon aankhon mein
Karle aao dil ki baatein haiyya hu
Kya masti kya jaadu main aur tu
Kya masti kya jaadu kya jaadu.

More songs lyrics from Albela.