Hawa Hawai Lyrics

"Hawa Hawai" lyrics from Shaitan sung by prashant pillai, suman shridhar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal) and composed by ranjit barot and lyrics written by javed akhtar

Lyricist(s):
Composer(s):

Hawa Hawai Lyrics


Aka chiki laki
Chiki chiki laki chu
Raap chiki laki
Chiki chiki laki chiki chu
Aka chiki laki
Chiki chiki laki chu
Raap chiki laki
Chiki chiki laki chiki chu

Main khwabo ki shehjadi,
Main hoon har dil par chhayi
Ho, main khwabo ki shehjadi,
Main hu har dil pe chhayi
Badal hai meri julfe,
Bijali meri angdayi
Bijali girane mai hu aayi
Bijali girane mai hu aayi
Kehte hain mujhko hawa hawayi

Hawa hawayi hawa hawayi
Hawa hawayi hawa hawayi
Hawa hawayi

Bijali girane main hu aayi,
Ho bijali girane mai hu aayi
Kehte hain mujhko hawa hawayi

Hawa hawayi hawa hawayi
Hawa hawayi hawa hawayi
Hawa hawayi

Samjhe kya ha nadano,
Mujhko bholi naa jano
Mai hu sanpo ki rani,
Kanta mange naa pani
Sagar se moti chhinu,
Dipak se jyoti chhinu
Patthar se aag laga lu,
Sine se rat chura lu
Han chura lu, chura lu,
Han han chura lu
Jinon jo tumne bat chhupayi,
O jano jo tumne bat chhupayi
Kehte hain mujhko hawa hawayi

Hawa hawayi hawa hawayi
Hawa hawayi hawa hawayi
Hawa hawayi
Bijali girane main hu aayi,
Kehte hain mujhko hawa hawayi

Hawa hawayi hawa hawayi
Hawa hawayi hawa hawayi
Hawa hawayi
Layi rangin afsane,
Too bhi sun le divane
Aa dil mein halchal kar du,
Aa tujhko pagal kar du
Meri aankho mein jadu,
Meri sanso mein khushbu
Jab meraa yeh tan lachke,
Jaye naa koyi bachke
Koyi bachke, bachke bachke,
Han han ji bachke
Surat hi maine aisi payi
Surat hi maine aisi payi
Kehte hain mujhko hawa hawayi
Hawa hawayi hawa hawayi
Hawa hawayi hawa hawayi
Hawa hawayi

Bijali girane main hoon aayi,
Kehte hain mujhko hawa hawayi
Hawa hawayi hawa hawayi
Hawa hawayi hawa hawayi
Hawa hawayi.

More songs lyrics from Shaitan.