Hasata Hai Rulata Hai Lyrics

"Hasata Hai Rulata Hai" lyrics from Soch sung by shweta pandit and music directed by jatin pandit, lalit pandit and composed by jatin pandit, lalit pandit and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Hasata Hai Rulata Hai Lyrics


Hasata hai rulata hai
Yeh kaisa pyaar hai
Banata hai mitata hai
Yeh kaisa pyaar hai
Kyon jaane na dil yeh
Paagal kya hai meri bebasi
Kyon seene mein hain
Yeh hulchul kyon
Pyaasi hain meri jaan

Hasata hai rulata hai
Yeh kaisa pyaar hai
Banata hai mitata hai
Yeh kaisa pyaar hai
Kyon jaane na dil yeh
Paagal kya hai meri bebasi
Kyon seene mein hain
Yeh hulchul kyon
Pyaasi hain meri jaan

Khwaab dekha jo jag ke
Woh khwaab sachch ho gaya
Khwaab dekha jo jag ke
Woh khwaab sachch ho gaya
Mil gaya sab to yun laga
Na jaane kya kho gaya
Kyon chaaya nasha yeh harpal
Kyon jhoome hai yeh zindagi
Kyon seene mein hain yeh hulchul
Kyon pyaasi hain meri jaan

Kaisi hai deewaangi
Kaisa yeh ehsaas hai
Kaisi hai deewaangi
Kaisa yeh ehsaas hai
Door hai dilbar magar
Lagta hai ke paas hai
Kyon saasein bahi hai sander
Kya mil gayi mujhe khushi
Kyon seene mein hain yeh hulchul
Kyon pyaasi hain meri jaan
Hasata hai rulata hai
Yeh kaisa pyaar hai
Banata hai mitata hai
Yeh kaisa pyaar hai
Kyon jaane na dil yeh
Paagal kya hai meri bebasi
Kyon seene mein hain yeh hulchul
Kyon pyaasi hain meri jaan.

More songs lyrics from Soch.