Has Kar Shararat Lyrics

"Has Kar Shararat" lyrics from Jung Aur Aman sung by krishna kalle and music directed by g.s. kohli and composed by g.s. kohli and lyrics written by hasrat jaipuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Has Kar Shararat Lyrics


Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na

Ghayal jigar pe mere
Palko ki tuti suyi
Kuch aisa teer chhoda
Rehti hu khoyi khoyi
Champa ki daal hu main
Lekin hu chhui mui
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na

Aanchal sambhalu jo main
Sar se wo dhal na jaaye
Ulfat karar keh ke
Aankhon se chhalka jaaye
Usko chhupau kaise
Chehre se dhal na jaaye
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi.

More songs lyrics from Jung Aur Aman.