Har Saans Main Lyrics

"Har Saans Main" lyrics from Mujhse Fraaandship Karoge sung by raghu dixit and music directed by raghu dixit and composed by raghu dixit and lyrics written by aslam noor, raghu dixit

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Har Saans Main Lyrics


Har saans mein,
Har dhadkan mein ho tum
Ya khuda kasam har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Ya allah allah, har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Sach teri kasam, har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Ho jahaan bhi tum, har saans mein
Har dhadkan mein ho tum

Chalte hain teri raahon mein,
Jeete hain teri yaadon
Chalte hain teri raahon mein,
Jeete hain teri yaadon
Bin tere ik bhi jeena mushqil
O bin tere ik bhi jeena mushqil

Ehsaas mein har har
Baat mein bhi ho tum
Har saans mein,
Har dhadkan mein ho tum
Haa allah allah har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Haa khuda kasam har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Haa teri kasam har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Sach teri kasam har saans mein
Har dhadkan mein ho tum

Duniya kya jaane re
Kya hai deewanapan
O duniya kya jaane re
Kya hai deewanapan
Khushiya hai saare phir bhi
Kaisa hai gham it’s a great line
O duniya kya jaane re
Kya hai deewanapan
Khushiya hai saare
Phir bhi kaisa hai gham
Tanha magar naa
Jee paayenge hum..
Ho tanha magar naa
Jee paayenge hum

Har raah mein har manzil mein bhi tum
Haa khuda kasam har
Saans mein har dhadkan mein ho tum
Haa allah allah har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Ho jahaan bhi tum har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Ho jahaan bhi hum har saans mein
Har dhadkan mein ho tum

Ik hi tamanna hai tujhko hi paaye hum
Jaise andhera main aur ho savera tum
Ik hi tamanna hai tujhko hi paaye hum
Jaise andhera main aur ho savera tum
Armaan mere phir bhi lagte hain kam
Ho armaan mere phir bhi lagte hain kam

Har rang mein har mehak
Mein bhi ho tum
Haa allah allah har saans
Mein har dhadkan mein ho tum
Haa khuda har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Haa teri kasam har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Sach teri kasam har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Ho jahaan bhi tum har saans mein
Har dhadkan mein ho tum

Chalte hai teri raahoin mein,
Jeete hain teri yaadon mein
Chalte hai teri raahoin mein,
Jeete hain teri yaadon mein
Bin tere ik pal bhi jeena mushqil
Bin tere ik pal bhi jeena mushqil

In baadalon mein inn
Taaron mein bhi tum
Ha allah kasam har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Ha khuda kasam har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Ha teri kasam har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Sach teri kasam har saans mein
Har dhadkan mein ho tum

Har saans mein har
Dhadkan mein ehsaas mein
Har baat mein tu har
Rang mein har mehak mein
Har manzar mein tu har saans
Mein har dhadkan mein ho tum

Har saans mein har dhadkan mein ho tum
Har saans mein har dhadkan mein ho tum
Har saans mein har dhadkan mein ho tum
Har saans mein har dhadkan mein ho tum
Har saans mein har dhadkan mein ho tum
Har saans mein har dhadkan mein ho tum
Har saans mein har dhadkan mein ho tum
Har saans mein har dhadkan mein ho tum
Har saans mein har dhadkan mein ho tum
Har saans mein har dhadkan mein ho tum.

More songs lyrics from Mujhse Fraaandship Karoge.