Har Pal Lyrics

"Har Pal" lyrics from Dil Ka Sukoon sung by gufy and music directed by babli haque and composed by babli haque and lyrics written by deepak agrawal

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Har Pal Lyrics


Har pal jeeta hun main
Har pal marta hun main
Bas ab tumhare liye
Bas ab tumhare liye

Har pal jeeta hun main
Har pal marta hun main
Bas ab tumhare liye
Bas ab tumhare liye

Jali bujhi raaton mein
Viraaniya le aate hain
Mujh mein tere lamhein
Ab furkate shab jalate hain
Jali bujhi raaton mein
Viraaniya le aate hain
Mujh mein tere lamhein
Ab furkate shab jalate hain
Had se badhta hun main
Zid bhi karta hun main
Bas ab tumhare liye
Bas ab tumhare liye
Har pal jeeta hun main
Har pal marta hun main
Bas ab tumhare liye
Bas ab tumhare liye
Har pal jeeta hun

Suni suni ankhon mein
Woh khwaab de jaata hain
Is dil ki woh dhadkane
Bekaabu kar jaata hain
Suni suni ankhon mein
Woh khwaab de jaata hain
Is dil ki woh dhadkane
Bekaabu kar jaata hain
Tujhpe marta hun main
Har gham sehta hun main
Bas ab tumhre liye
Bas ab tumhre liye
Har pal jeeta hun main
Har pal marta hun main
Bas ab tumhare liye
Bas ab tumhare liye
Har pal jeeta hun.

More songs lyrics from Dil Ka Sukoon.