Haqh Jata De Lyrics

"Haqh Jata De" lyrics from Tera Mera Saath Rahen sung by hema sardesai, sukhwinder singh and music directed by anand raj anand and composed by anand raj anand and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Haqh Jata De Lyrics


Haqh jata de
Oh haqh jata de pyaar nibha de
Yaar gale se lag jaana
Haqh jata de pyaar nibha de
Yaar gale se lag jaana
Aag lagi hai saawan mein
Dil tarsega kab tak aana
Oh chhod de baahen
Rok na raahen
Pyaar tera hai deewana
Oh chhod de baahen
Rok na raahen
Pyaar tera hai deewana
Jaane kyon lagta hai
Banjayega koyi afsaana

Is harjai mausam ki khushboo
Mein koyi khumari hai
Aisa jaane kyon lagta hai
Boondon mein chingari hai
Aisa haal hona apna gusri
Huvi barsaaton mein
Do premi kyon jalte hai in
Bheeghi bheeghi raaton mein
Bheeghi bheeghi raaton mein
Khwaab naye hain
Khwaab naye hain pyaas
Nayi hain dard bhi hai anjana
Khawab naye hain pyaas
Nayi hain dard bhi hai anjana
Aag lagi hai saawan mein
Dil tarsega kab tak aana

Hosh raha na ab mujhko
Jaane kya masti chaayi hai
Barson kitna tadpi hoon
Tab gadi milan ki aayi hai
Odle is tanhaayi ko kuch
Aise aaj simat jaao
Laaj ka ghoongat
Main kholu tum mujhse
Aaj lipat jaao
Mujhse aaj lipat jaao
Soch liya
Soch liya to soch liya jo
Soch liya woh karjana
Soch liya to soch liya jo
Soch liya woh karjana
Aag lagi hai saawan main
Dil tarsega kab tak aana
Oh chhod de baahen
Rok na raahen
Pyaar tera hai deewana
Chhod de baahen
Rok na raahen
Pyaar tera hai deewana
Jaane kyon lagta hai
Banjayega koyi afsaana.

More songs lyrics from Tera Mera Saath Rahen.