Hamse Khush Hai Zamana Lyrics

"Hamse Khush Hai Zamana" lyrics from Keemat sung by naseem akhtar and music directed by naushad ali and composed by naushad ali and lyrics written by majrooh sultanpuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Hamse Khush Hai Zamana Lyrics


Hamse khush hai zamana
Hamse khush hai zamana
Hamse khush hai zamana
Zamana khush hai zamana
Dard pehlu mein lakho chhupa kar
Aansoo peete huye muskura kar
Dard pehlu mein lakho chhupa kar
Aansoo peete huye muskura kar
Gaate hain ye tarana
Gaate hain ye tarana
Hamse khush hai zamana
Hamse khush hai zamana
Zamana khush hai zamana

Behri duniya se apni kahani
Kya kahe ho gayi chup jawaani
Behri duniya se apni kahani
Kya kahe ho gayi chup jawaani
Baaki hai har fasana
Baaki hai har fasana
Hamse khush hai zamana
Hamse khush hai zamana
Zamana khush hai zamana

Ye zamana sataat hai aey dil
Tujhko hans hans rulata hai aey dil
Ye zamana sataat hai aey dil
Tujhko hans hans rulata hai aey dil
Tu bhi isko rulana
Tu bhi isko rulana
Hamse khush hai zamana
Hamse khush hai zamana
Zamana khush hai zamana.

More songs lyrics from Keemat.