Hame Bekrar Kar Diya Lyrics

"Hame Bekrar Kar Diya" lyrics from Alibaba Aur Chalis Chor sung by mohammed rafi, shamshad begum and music directed by chitragupta shrivastava, s. n. tripathi and composed by chitragupta shrivastava, s. n. tripathi and lyrics written by raja mehdi ali khan

Lyricist(s):

Hame Bekrar Kar Diya Lyrics


Aye sabah unse kah zara
Ke hume bekarar kar diya
Aye sabah unse kah zara
Ke hume bekarar kar diya
Tu hamara jaan se pyara
Kya karu tum pe yu nikhar kar diya
Tu hamara jaan se pyara
Kya karu tum pe yu nikhar kar diya
Aye sabah unse kah zara
Ke hume bekarar kar diya

Zindagi tum nahi to zindagi nahi
Chadani tum nahi to chandani nahi
Zindagi tum nahi to zindagi nahi
Chadani tum nahi to chandani nahi

Oo gunegaro yu pukaro
Tum nahi bahar ko bahar kar diya
Aye sabah unse kah zara ke
Hume bekarar kar diya

Kah zara sanam humko tumse pyar hai
Kah diya ki mai hume tumko pyar hai
Kah zara sanam dil se dil nisar hai
Kah diya sanam dil se dil nisar hai
Pas aa to muskara ke tumne
Magar bekarar kar diya
Aye sabah unse kah zara ke
Hume bekarar kar diya
Tu hamara jaan se pyara kya
Karu tum pe yu nikhar kar diya
Aye sabah unse kah zara ke
Hume bekarar kar diya
Aye sabah unse kah zara.

More songs lyrics from Alibaba Aur Chalis Chor.