Hamare Husn Ka Jadu Lyrics

"Hamare Husn Ka Jadu" lyrics from Mardangi sung by asha bhosle, shabbir kumar and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Hamare Husn Ka Jadu Lyrics


Ho oo abhi aaye ho baitho
Chale jaana chale jaana
Suna loon main apne dilka
Afsana chale jaana

Hamare husn ka jadu
Sanam jis pe chal jaye
Woh sheesha ho ya patthar ho
Ghadi bhar mein pigal jaaye
Hamare husn ka jadu
Sanam jis pe chal jaye
Woh sheesha ho ya patthar ho
Ghadi bhar mein pigal jaaye
Hamare husn ka jadu

O ho main paagal premi
Pyar ka hoon deewana
Kyun jaan ke tumne haal
Mera na jaana
O ho main paagal premi
Pyar ka hoon deewana
Kyun jaan ke tumne
Haal mera na jaana
Hai laakho deewane
Kis kis ko dil jaane
Hummm de pyaar hamen
Ya dil mein shole bharde
Ab jo bhi ho insaaf humara karde
Sholo se na takrana be
Maut na mar jaana
Aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa aa
Adaao ke ye angare
Jo chhule haath jal jaaye
Woh sheesha ho ya patthar ho
Ghadi bhar mein pigal jaaye
Hamare husn ka jadu

Ho o main pyar mein
Apni haar kabhi na maanu
Do dil pe ye deewar
Kabhi na maanu
Dil dil ke yeh baate
Bin mausam barsaate
Umm sine mein tumne
Ya aag kaisi bhardi
Main tujhko dilbar samjhu ya bedardi
Tune hi na jaana is dil ka afsana
Oo oo oo oo oo oo oo oo..
Meri jaan dar mein tirchhi
Nazar ka teer chal jaaye
Woh sheesha ho ya patthar ho
Ghadi bhar mein pigal jaaye
Hamare husn ka jadu

Ho main har dum bas
Tera hi dam bharta hoon
Tujh pe hi jeeta hoon
Tujhpe hi marta hoon
Main har dum bas
Tera hi dam bharta hoon
Tujh pe hi jeeta hoon
Tujhpe hi marta hoon
Yeh jeena marna kya
Yun aahein bharna kya
Humm parwano ki taqdeer
Meintoh jalna hain
Angaaron ki in raahon
Mein chalna hain
Har kadam par chakkar hain
Har raah pe thokar hain
Oo oo oo oo oo
Oo oo oo oo oo
Ishare de hamare dil
Toh kya duniya badal jaaye
Woh sheesha ho ya patthar ho
Ghadi bhar mein pigal jaaye
Hamare husn ka jadu
Sanam jis pe chal jaye
Woh sheesha ho ya patthar ho
Ghadi bhar mein pigal jaaye
Hamare husn ka jadu.

More songs lyrics from Mardangi.