Ham Tumase Pyaar Karte Hain Lyrics
"Ham Tumase Pyaar Karte Hain" lyrics from Pyaar Ka Saagar sung by asha bhosle and music directed by ravi shankar sharma (ravi) and composed by ravi shankar sharma (ravi) and lyrics written by asad bhopali
Ham Tumase Pyaar Karte Hain Lyrics
Raat raat bhar jaag jaag kar
Intezar karate hai
Ham tumse pyaar karate hai
Raat raat bhar jaag jaag kar
Intezar karate hai
Ham tumse pyaar karate hai
Jab jab babul chadani
Khele aankh mewn choli
Jab jab bhanwara phul se
Bole pyaare ki boli
Us ghadi sanam tumko
Yaad hum bar barkarate hai
Ham tumse pyaar karate hai
Raat raat bhar jaag jaag kar
Intezar karate hai
Ham tumse pyaar karate hai
Tumko kjarate dur hum
Aaj hai khud pachhatate
Nain bichhe hai raah mein
Kash ke tum aa jaate
Jab bhi tum gaye
Hum to gham naye
Bekarar karate hai
Raat raat bhar jaag jaag kar
Intezar karate hai
Ham tumse pyaar karate hai.
More songs lyrics from Pyaar Ka Saagar.