Hal Doori Mein Lyrics

"Hal Doori Mein" lyrics from Vehshate Dil sung by anup jalota and music directed by jagmohan bakshi, sapan sengupta and composed by jagmohan bakshi, sapan sengupta

Singer(s):
Music Director(s):

Hal Doori Mein Lyrics


Hal doori mein khuda
Jaane mera kya hota
Hal doori mein khuda
Jaane mera kya hota
Jaisa socha tha agar
Tu kahin waisa hota
Jaisa socha tha agar
Tu kahin waisa hota
Hal doori mein khuda
Jaane mera kya hota

Ye to achha huaa main
Chhod chala vehshat ko
Ye to achha huaa main
Chhod chala vehshat ko
Ye to achha huaa main
Chhod chala vehshat ko
Warna ab shaher jahan
Hain wahan sehara hota
Hal doori mein khuda
Jaane mera kya hota

Tut kar milna kabhi
Hafto na dikhlana sakla
Tut kar milna kabhi
Hafto na dikhlana sakla
Tut kar milna kabhi
Hafto na dikhlana sakla
Chand din aur ye sab
Rehata to achha hota
Hal doori mein khuda
Jaane mera kya hota

Sach yahin hain ke agar
Chot na khata ye dil
Sach yahin hain ke agar
Chot na khata ye dil
Sach yahin hain ke agar
Chot na khata ye dil
Khush to kya hota ye
Ghum bhi mera itana hota
Hal doori mein khuda
Jaane mera kya hota

Zinda rehane ke shiva
Kaam nahi kuchh mera
Zinda rehane ke shiva
Kaam nahi kuchh mera
Zinda rehane ke shiva
Kaam nahi kuchh mera
Fark kyaa padta jo
Maine ye na jaana hota
Hal doori mein khuda
Jaane mera kya hota
Jaisa socha tha agar
Tu kahin waisa hota
Hal doori mein khuda
Jaane mera kya hota
Hal doori mein khuda
Jaane mera kya hota.

More songs lyrics from Vehshate Dil.