Hai Usi Ki Duniya Lyrics

"Hai Usi Ki Duniya" lyrics from Bhookamp sung by abhijeet bhattacharya and music directed by jatin pandit, lalit pandit and composed by jatin pandit, lalit pandit and lyrics written by dev kohli

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Hai Usi Ki Duniya Lyrics


Hai usiki duniya hare na jo kabhi
Hai usiki duniya hare na jo kabhi
Lamba safar hai muskil
Dagar hai rukna na kabhi
Hai usiki duniya hare na jo kabhi
Hai usiki duniya hare na jo kabhi
Lamba safar hai muskil
Dagar hai rukna na kabhi

Khud ko samjh ke tanha
Himmat na harna
Tu apni zindagi ko phir se swarna
Jiwan ki muskilo se darna na kabhi
Hai usiki duniya hare na jo kabhi
Hai usiki duniya hare na jo kabhi
Lamba safar hai muskil
Dagar hai rukna na kabhi

Tufan mein hai kasti mat bar thamna
Karna padega tujhko
Bhukamp ka samna
Ab tu kisi ke age jhukna na kabhi
Hai usiki duniya hare na jo kabhi
Hai usiki duniya hare na jo kabhi
Lamba safar hai muskil
Dagar hai rukna na kabhi

Tu juth se ladega dil mein ye than le
Hoti hai jeet sach ki itna tu jan le
Ab chal pada tu piche hatna na kabhi
Hai usiki duniya hare na jo kabhi
Hai usiki duniya hare na jo kabhi

Lamba safar hai muskil
Dagar hai rukna na kabhi
Hai usiki duniya hare na jo kabhi
Hai usiki duniya hare na jo kabhi
Lamba safar hai muskil
Dagar hai rukna na kabhi
Lamba safar hai muskil
Dagar hai rukna na kabhi
Lamba safar hai muskil
Dagar hai rukna na kabhi.

More songs lyrics from Bhookamp.