Hai Nazar Ka Ishaara Lyrics

"Hai Nazar Ka Ishaara" lyrics from Anita sung by lata mangeshkar, usha mangeshkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by raja mehdi ali khan

Lyricist(s):

Hai Nazar Ka Ishaara Lyrics


Aaa aaa
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
Jaayiye dil ki baaton me naa aayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye

Warna wahi baat ho jaayegi
Gham se mulaaqaat hoi jaayegi
Warna wahi baat ho jaayegi
Din hai magar raat ho jaayegi
Meri zulfen khudaaya na bikhraayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye

Aaa aaa
Jeena bhi dushwaar ho jaayega
Ikraar inkaar ho jaayega
Jeena bhi dushwaar ho jaayega
Ham aap me pyaar ho jaayega
Aap mahfil se uthke chale jaayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye

Is aag ko bas bujhaa dijiye
Sholon ko yoon na hawaa dijiye
Is aag ko bas bujhaa dijiye
Main yaad aaun duaa dijiye
Mere aankhon se aankhen na takraayiye
Hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye.

More songs lyrics from Anita.