Hai Nazar Baaz Saiyan Lyrics

"Hai Nazar Baaz Saiyan" lyrics from Sawan Bhadon sung by asha bhosle and music directed by master sonik, om prakash sonik and composed by master sonik, om prakash sonik and lyrics written by verma malik

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Hai Nazar Baaz Saiyan Lyrics


Hai nazara baaz saiya
Nazariya na maro
Hai nazara baaz saiya
Nazariya na maro
Nazarbaz saiya nazarbaz
Saiya nana na
Hote hai dil ke kale
Ye mithi nazariya wale
Hai nazara baaz saiya
Nazariya na maro
Hai nazara baaz saiya
Nazariya na maro

Bahki bahki adaye meri
Jab jab machal gayi
Bahki bahki adaye meri
Jab jab machal gayi
Chikne badan par
Teri nazare fisal gayi
Bewafa tu harjayi
Ter jaisi chaturayi
Dekhi kahi nahi
Are har baabt me nirale
Ye mithi nazariya wale
Hai nazara baaz saiya
Nazariya na maro
Hai nazara baaz saiya
Nazariya na maro

Koi chede haye re koi dekhe
Kahi koi meri jaa
Koi chede haye re koi dekhe
Kahi koi meri jaa
Chahe mujhe jamana
Jab se hui jawa
Dil kayi lene wale
Ha dil kayi lene wale
Ab jau main kaha
Daiya re inse koi bachale
Ye mithi nazariya wale
Hai nazara hai nazara baaz saiya
Nazariya na maro
Hai nazara baaz saiya
Nazariya na maro

Hai nazara baaz saiya
Hai nazara baaz saiya
Hai nazara baaz saiya
Nazariya na maro maro
Hai nazara baaz saiya
Nazariya na maro
Hai nazara baaz saiya
Nazariya na maro.

More songs lyrics from Sawan Bhadon.