Hai Kya Shararat Lyrics

"Hai Kya Shararat" lyrics from Jung Aur Aman sung by mohammed rafi and music directed by g.s. kohli and composed by g.s. kohli and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Hai Kya Shararat Lyrics


Hai kya shararat kya ada hai
Tauba re yeh shararat
Kurban is ada ke
Bemaut mar dala zalim
Ne muskurake
Haye kurban meri jaan
Mar gaye re mar gaye haye
Tauba re yeh shararat
Kurban is ada ke
Bemaut mar dala zalim
Ne muskurake
Haye kurban meri jaan
Mar gaye re mar gaye haye
Tauba re yeh shararat

Halka halka dard jaga kar
Mere dil mein pyar ka
Kabhi palat ke hal na puchha
Haye dile bimar ka
Haye re yeh bakpan
Mathe pe kyu hai shikan
Kya baat hai janeman
Tauba re yeh shararat
Kurban is ada ke
Bemaut mar dala zalim
Ne muskurake
Haye kurban meri jaan
Mar gaye re mar gaye haye
Tauba re yeh shararat

Baat baat par aise hasna
Baat baat par ruthna
Pyar tumhare dil mein bhi hai
Khuda bulaye jhuth na
Dil tod ke yu na ja
Sun bhi le o dilruba
Meri hai kya iltiza
Zalim ne mar dala
Tauba re yeh shararat
Kurban is ada ke
Bemaut mar dala zalim
Ne muskurake
Haye kurban meri jaan
Mar gaye re mar gaye haye
Tauba re yeh shararat.

More songs lyrics from Jung Aur Aman.