Haaye Tera Dil Le Ke Phir Lyrics

"Haaye Tera Dil Le Ke Phir" lyrics from Banke Sawariya sung by ahmed dilawar, vatsala kumthekar and music directed by damodar sharma and composed by damodar sharma

Music Director(s):
Composer(s):

Haaye Tera Dil Le Ke Phir Lyrics


Haaye tera dil le ke phir
Haaye tera dil le ke phir
Aankhon ka churaana
Jaan lega meri jaan tera
Chhod ke jaana
Haaye tera dil le ke phir
Aankhon ka churaana

O bekhabare
O bekhabare sun to sahi
Mera fasaana
Kya dard bhara raag hai
Kya dard bhara raag hai
Ulfat ka taraana
Kya dard bhara raag hai
Ulfat ka taraana
Haaye tera dil le ke phir
Aankhon ka churaana

Do din ki jawaani hai
Nahin is ka thikaana
Do din ki jawaani hai
Nahin is ka thikaana
Rehne ka sada ek nahin
Rehne ka sada ek nahin
Jaane zamana
Rehne ka sada ek nahin
Jaane zamana
Haaye tera dil le ke phir
Aankhon ka churaana

Le lo jo maze
Le lo jo maze lene hain
Din beet rahe hain
Yaad aayega phir baithe huye
Yaad aayega phir baithe huye
Guzra zamana
Haaye tera dil le ke phir
Aankhon ka churaana.

More songs lyrics from Banke Sawariya.