Haay Is Pyar Ne Deewana Lyrics

"Haay Is Pyar Ne Deewana" lyrics from Kashmir Ki Kali and lyrics written by a. karim

Lyricist(s):

Haay Is Pyar Ne Deewana Lyrics


Haay is pyar ne haay is pyar ne
Haay is pyar ne
Deewana bana rakha hai
Deewana bana rakha hai
Deewana bana rakha hai deewana
Haay is pyar ne
Mujhko in bholi adaao ne
Mujhko in bholi adaao ne
Mastana bana rakha hai mastana
Haay is pyar ne

Raat din chain mujhe lene
Nahi deti hai haa nahi deti hai
Raat din chain mujhe lene
Nahi deti hai haa nahi deti hai
Dil mein armaano ne
Dil mein armaano ne
Ek bojh utha rakha hai
Deewana bana rakha hai deewana
Haay is pyar ne

Teri mast nighao ke main
Teri mast nighao ke main
Kurbaan jaau haa haa kurbaan jaau
Teri mast nighao ke main
Kurbaan jaau haa haa kurbaan jaau
Is me dilnashi is me dilnashi
Dilbar chhupa rakha hai
Deewana bana rakha hai deewana
Haay is pyar ne haay is pyar ne
Haay is pyar ne
Deewana bana rakha hai
Deewana bana rakha hai
Deewana bana rakha hai deewana
Haay is pyar ne

Teri marzi hai teri marzi hai
Duaa de ya daga kar mujh se
Ha daga kar mujh se
Teri marzi hai teri marzi hai
Duaa de ya daga kar mujh se
Ha daga kar mujh se
Maine to dil se tujhe
Maine to dil se tujhe
Apna ban rakha hai
Ha apna ban rakha hai apna
Haay is pyar ne haay is pyar ne
Haay is pyar ne
Deewana bana rakha hai
Deewana bana rakha hai
Deewana bana rakha hai deewana
Haay is pyar ne.

More songs lyrics from Kashmir Ki Kali.