Haan Tu Hai Lyrics

"Haan Tu Hai" lyrics from Jannat: In Search of Heaven... sung by krishnakumar kunnath (k.k) and music directed by pritam chakraborty and composed by pritam chakraborty and lyrics written by neelesh misra, sayeed quadri

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Haan Tu Hai Lyrics


Jo khwabon khayalo mein socha nahi tha
Tune mujhe itna pyaar diya
Mein jab bhi jahan bhi
kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujhpe saaaya kiya
Haa Jo khwabon khayalo mein socha nahi tha
Tune mujhe itna pyaar diya
Mein jab bhi jahan bhi
kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujhpe saaaya kiya

Haan tu hai Haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaddon mein tu
Iraado mein tu hai
Haan tu hai Haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaddon mein tu
Iraado mein tu hai
Iraado mein tu hai

Koi bhi esha lamha nahi hai
jismein mere tu hota nahi hai
mein so bhi jau mein raaton mein lekin
Tu hai ki mujhe mein sota nahi hai
Tu hai ki mujhe mein sota nahi hai

Haan tu hai Haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaddon mein tu
Iraado mein tu hai
Haan tu hai Haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaddon mein tu
Iraado mein tu hai
Iraado mein tu hai

Hai teri inayat
tujhhse mili hai
hoton mein mere hasin
jo khili hai
Usse mera chehra chupa bhi na paaye
Tujhe pake hasil hui jo khushi
Tujhe pake hasil hui jo khushi

Haan tu hai Haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaddon mein tu
Iraado mein tu hai
Haan tu hai Haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaddon mein tu
Iraado mein tu hai
Iraado mein tu hai

More songs lyrics from Jannat: In Search of Heaven....