Haan Maine Chukar Dekha Hain Lyrics

"Haan Maine Chukar Dekha Hain" lyrics from Black sung by gayatri ganjawala and music directed by monty sharma and composed by monty sharma and lyrics written by prasoon joshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Haan Maine Chukar Dekha Hain Lyrics


Mausam ki adla badli mein
Pavan gulaabi ho jaati hain
Haan maine chukar dekha hain
Haan maine chukar dekha hain
Raat sarak kar chalte chalte
Bilkul aadhi ho jaati hain
Haan maine chukar dekha hain
Haan maine chukar dekha hain
Mausam ki adla badli mein

Garam gunguni dhoop se
Baat ki hain maine
Paani ke behne mein
Haseen suni hai maine
Sab kehte hain deep bujha hain
Lekin baati so jaati hai
Haan maine chukar dekha hain
Haan maine chukar dekha hain
Mausam ki adla badli mein

Bin dastak ke aaye jo
Woh pyar suna hain
Bin bole man khole
Woh adhikaar suna hain
Lamhon ki ungli thaam ke
Yaadein aangan mein aa jaati hain
Haan maine chukar dekha hain
Haan maine chukar dekha hain
Mausam ki adla badli mein

Thanda thanda ang boondon ka
Mulaayam rang hai phoolon ka
Choobne vale rang pehen kar
Dulhan saj dhaj ke jaati hain
Haan maine chukar dekha hain
Haan maine chukar dekha hain.

More songs lyrics from Black.