Haan Aawara Hoon Lyrics

"Haan Aawara Hoon" lyrics from Main Aur Mera Saya sung by bhupen hazarika and music directed by bhupen hazarika and composed by bhupen hazarika and lyrics written by gulzar (sampooran singh kalra)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Haan Aawara Hoon Lyrics


Aawara hun haan awaara hun
Zamin pe chalte jhalakte behte
Dariya ki dharaa hun

Haan awaara hun
Haan awaara hun
Yaha ka waha ka kahi ka nahi hu
Dishaon ka mara hun

Kabhi luhit kinare se mississippi
Hoke volga ki baat suni
Ottawa hoke austria
Hote paris ki raat kyuni
Maine ellora ke saare rang
Chicago mein jaa uraye
Aur ghalib ke sher bokhara
Ke minaron pe gungunaye

Mark twain ke samadhi
Pe gorky ki haal kahi
Raston ki galiyon ke
Logon ka pyara hun
Haan awara hun
Haan awara hun

Jaha kahi dekhe zindegi
Ke rang waha thahar gaya
Awargi mein awargi
Ko manjil bana liya
Meine dekhi hain kahin
Gagan chumti unchi ataari
Aur khwab chanti dekhi
Hain wahi zindegi bichaari
Kahi dekhi hain kabhi
Choukhaton pe jhoolti fulowarli
Mujhayi kahi khil na
Saki ek kali bechari
Maine dekhe hain zameen
Pe kaye bujhte huwe suraj
Jalta hai jo akash mein
Woh raat ka tara hun

Haan awaara hun haan awaara hun
Yaha ka waha ka kahi ka nahi hu
Dishaon ka mara hun.

More songs lyrics from Main Aur Mera Saya.