Gumsum Raaste Bhi Lyrics

"Gumsum Raaste Bhi" lyrics from Chutki Bajaa Ke sung by armaan malik and music directed by raaj aashoo, rajeev thanvi and composed by raaj aashoo, rajeev thanvi and lyrics written by s.l. indaliya

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Gumsum Raaste Bhi Lyrics


Gumsum raaste bhi hoo
Gumsum raaste bhi
Ab toh gaane lage
Hai sargam sargam
Ghumak ghumak chal zindagi chal
Ghumak ghumak chal zindagi
Ghumak ghumak chal zindagi chal
Ghumak ghumak chal zindagi

Manzil aaja pehanke payal
Manzil aaja pehanke payal
Chhan chham chhan chham
Chham chham chham chham
Chham chham chham chham
Ghumak ghumak chal zindagi chal
Ghumak ghumak chal zindagi
Gumsum raaste bhi

Aasmaan ke jadugar ne
Jadu kyaa kar dala
Gham ke aansu jat se
Ban gaye khushio ki mala
Aasmaan ke jadugar ne
Jadu kyaa kar dala
Gham ke aansu jat se
Ban gaye khushio ki mala
Naach utha man bawara
Are naach utha man bawara
Aa dhol bajaye dham
Dham dham dham
Dham dham dham dham
Dham dham dham dham
Ghumak ghumak chal zindagi chal
Ghumak ghumak chal zindagi
Gumsum raaste bhi

Hui subah toh dekha maine
Sab kuch naya naya sa
Chidiya chhanki bagiya
Mehaki mausam khila khila
Hay hui subah toh dekha
Maine sab kuch naya naya sa
Chidiya chhanki bagiya
Mehaki mausam khila khila
Lagta hai ab din badlenge
Lagta hai ab din badlenge
Sapne karengechham
Chham chham chham
Chham chham chham chham
Chham chham chham chham
Ghumak ghumak chal zindagi chal
Ghumak ghumak chal zindagi
Gumsum raaste bhi.

More songs lyrics from Chutki Bajaa Ke.