Gulshan Pe Hain Bahar Lyrics

"Gulshan Pe Hain Bahar" lyrics from Jag Biti sung by suraiya jamaal sheikh (suraiya) and music directed by ghulam haider and composed by ghulam haider

Music Director(s):
Composer(s):

Gulshan Pe Hain Bahar Lyrics


Gulshan pe hain bahar koyal
Ki hai pukaar piya aaja re
Gulshan pe hain bahar koyal
Ki hai pukaar piya aaja re
Gulshan pe hain bahar koyal
Ki hai pukaar piya aaja re

Beeta jo bachapan to aayi jawaani
Beeta jo bachapan to aayi jawaani
Uski kahani piya tumko sunaani
Uski kahani piya tumko sunaani
Jiya hai beqaraar baate
To ho do-chaar piya aaja re
Gulshan pe hain bahar koyal
Ki hai pukaar piya aaja re

Sakhiyon ne daale hai
Ambava pe jhule
Sakhiyon ne daale hai
Ambava pe jhule
Aise samay mein
Saiya tum hamko bhule
Aise samay mein
Saiya tum hamko bhule
Jeevan ke ye din chaar kyun
Jaane de bekaar piya aaja re
Gulshan pe hain bahar koyal
Ki hai pukaar piya aaja re

Aankho mein aa ke
Piya dil mein sama ja
Aankho mein aa ke
Piya dil mein sama ja
Ujadi huyi tu meri duniya basa ja
Ujadi huyi tu meri duniya basa ja
Chhedege man ke taar gaayenge
Hum malhaar piya aaja re
Gulshan pe hain bahar koyal
Ki hai pukaar piya aaja re.

More songs lyrics from Jag Biti.