Gulfisha Lyrics

"Gulfisha" lyrics from Ada... A Way Of Life sung by sonu nigam, sunidhi chauhan, viviane chaix and music directed by a.r. rahman and composed by a.r. rahman and lyrics written by nusrat badr

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Gulfisha Lyrics


Gulfisha gulfisha tujse hai
Mera gulsitan gul gul gul gul
Gulfisha gulfisha tujse hai
Mera gulsita
Ada ada hai ada,
Teri ada ne jane kya kiya

Gulfisha gulfisha tujse hai
Mera gulsita
Ada ada hai ada tere
Ada ne jane kya kiya
Gulfisha gulfisha tujse hai
Mera gulsita
Ada ada hai ada
Tere ada ne jane kya kiya

Doonda tuje yahaan dunda
Tuje wahaan tu paheli thi kahaan
Dundalasa koi ik chehra,
Sang sang chala jo hamesha
Samane mere aya ada ada
Ada aayi yaayi ooo ada

Gulfisha gulfisha
Tujse hai mera gulsitan
Ada ada hai ada
Tere ada ne jane kya kiya

Aaanko me tu raha,
Palko pe tu saja, ashko me tu raha
Jabse maine lihkna shika
Tera hi naam maine likha
Mujse na door kabhi jana

Gulfisha gulfisha tujse hai
Mera gulsita gul gul gul gul
Gulfisha gulfisha tujse hai
Mera gulsita
Ada ada hai ada
Teri ada ne jane kya kiya.

More songs lyrics from Ada... A Way Of Life.