Gulbadan Gul Pairahan Lyrics

"Gulbadan Gul Pairahan" lyrics from Rafaaqat sung by ahmed hussain, mohammed hussain and music directed by ahmed hussain, mohammed hussain and composed by ahmed hussain, mohammed hussain and lyrics written by nazeer akbarabadi

Lyricist(s):
Music Director(s):

Gulbadan Gul Pairahan Lyrics


Gulbadan gul pairahan
Gulchadahan yaad aa gaya
Gulbadan gul pairahan
Gulchadahan yaad aa gaya
Jis chaman mein bhi gaye
Jis chaman mein bhi gaye
Apna chaman yaad aa gaya
Gulbadan gul pairahan

Ek pardesi se karli aaj tune dosti
Ek pardesi se karli aaj tune dosti
Kyaa karoge kal agar
Usko watan yaad aa gaya
Gulbadan gul pairahan
Gulchadahan yaad aa gaya
Gulbadan gul pairahan

Gir gayi meri nigaho
Se bahare rang rang
Gir gayi meri nigaho
Se bahare rang rang
Ek aisa husne sada
Pairahan yaad aa gaya
Ek aisa husne sada
Pairahan yaad aa gaya
Gulbadan gul pairahan

Samane se koi ghuzra
Aaj iss andaz se
Samane se koi ghuzra
Aaj iss andaz se
Zindagi ko apna khoya
Baank pan yaad aa gay
Jis chaman mein bhi gaye
Jis chaman mein bhi gaye
Apna chaman yaad aa gaya
Gulbadan gul pairahan
Gulchadahan yaad aa gaya
Gulbadan gul pairahan.

More songs lyrics from Rafaaqat.