Gori Zulm Kare Zulf Ka Lyrics

"Gori Zulm Kare Zulf Ka" lyrics from Pyaar Bana Afsaana sung by mohammed rafi and music directed by iqbal qureshi and composed by iqbal qureshi and lyrics written by aziz mohammad khan (aziz qaisi)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Gori Zulm Kare Zulf Ka Lyrics


Gori zulm kare zulf kaa bikhar jaanaa
Gori zulm kare zulf kaa bikhar jaanaa
O bikhar jaanaa haay bikhar jaanaa
Bikhar jaanaa haay bikhar jaanaa
O gori o gori zulm kare zulf kaa bikhar jaanaa

Har adaa teri kamaal
Mukhadaa chaand ki misaal
Chalti morani ki chaal
Jaane kyun naa dil kaa haal
Badgumaan thodi der to thahar jaanaa
O thahar jaanaa haay thahar jaanaa
Thahar jaanaa haay thahar jaanaa
O gori o gori zulm kare zulf kaa bikhar jaanaa

Ye dupattaa jaalidaar
Pahane motiyon kaa haar
Halkaa halkaa hai nikhaar
Aaye kis tarah naa pyaar
Ye bahaar uspe ye teraa sanwar jaanaa
O sanwar jaanaa haay sanwar jaanaa
Sanwar jaanaa haay sanwar jaanaa
O gori o gori zulm kare zulf kaa bikhar jaanaa
Gori zulm kare zulf kaa bikhar jaanaa.

More songs lyrics from Pyaar Bana Afsaana.