Gori Nagan Ban Ke Lyrics

Gori Nagan Ban Ke lyrics from Nache Nagin Baje Been sung by mohammed rafi, suman kalyanpur and music directed by chitragupta shrivastava and composed by chitragupta shrivastava and lyrics written by majrooh sultanpuri

Lyricist(s):
Music Director(s):

Gori Nagan Ban Ke Lyrics


Gori nagan ban ke na chala karo
Jadu marega sapera koi aaike
Dil haath mein le kar chala karo
Main to chalungi hazaro bal khaike
Gori nagan ban ke na chala karo
Jadu marega sapera koi aaike

Chunri deewane ab chhod de meri
Ab chhod de meri
Kiski gulabi tere naino mein bhari
Naino mein bhari
Chunri deewane ab chhod de meri
Kiski gulabi tere naino mein bhari
Nain kyu na ho gulabi
Chal kyu na ho sharabi
Yahi rut hai chalungi bal khaike
Gori nagan ban ke na chala karo
Jadu marega sapera koi aaike
Dil haath mein le kar chala karo
Main to chalungi hazaro bal khaike

Choti si ye baat badh jaye na kahi
Badh jaye na kahi
Pyar ka zahar chadh jaye na kahi
Chadh jaye na kahi
Choti si ye baat badh jaye na kahi
Pyar ka zahar chadh jaye na kahi
Dil haath mein le ke chala karo
Main to chalungi hazaro bal khaike
Gori nagan ban ke na chala karo
Jadu marega sapera koi aaike

Jogi tera jadu mann bas jaye na
Mann bas jaye na
Lat suljhao koi fans jaye na
Fans jaye na
Jogi tera jadu mann bas jaye na
Lat suljhao koi fans jaye na
Sun sun matware chahe duniya pukare
Main to rahungi ye lat uljhaike
Gori nagan ban ke na chala karo
Jadu marega sapera koi aaike
Dil haath mein le kar chala karo
Main to chalungi hazaro bal khaike.

More songs lyrics from Nache Nagin Baje Been.