Ghul Raha Hai Sara Manzar Lyrics

"Ghul Raha Hai Sara Manzar" lyrics from Breathless sung by shankar mahadevan and music directed by shankar mahadevan and composed by shankar mahadevan and lyrics written by javed akhtar

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ghul Raha Hai Sara Manzar Lyrics


Ghul raha hai sara manzar
Shaam dhoondhli ho gayi
Ghul raha hai sara manzar
Shaam dhoondhli ho gayi
Chandani ke chadar odhi
Har bahare so gayi
Ghul raha hai sara manzar
Shaam dhoondhli ho gayi
Ghul raha hai sara manzar

Waadiyon mein ped hai ab
Apni hi parchhayi ya
Waadiyon mein ped hai ab
Apni hi parchhayi ya
Uth raha hai kohra jaise
Chandani ka woh dhuan
Chand pighla to chhatane
Bhi mulayam ho gayi
Raat ki saanse jo mehki
Aur madhdham ho gayi
Ghul raha hai sara manzar
Sara manzar sara manzar

Naram hai jitni hawa
Utni fiza khamosh hai
Naram hai jitni hawa
Utni fiza khamosh hai
Dehniyo par aujh pike
Har kali behosh hai
Hondh par karvat liye
Ab unghte hai raaste
Door koi gaa raha hai
Jaane kiski vaste
Ghul raha hai sara manzar
Shaam dhoondhli ho gayi
Chandani ke chadar odhi
Har bahare so gayi
Ghul raha hai sara manzar
Sara manzar sara manzar.

More songs lyrics from Breathless.