Ghir Kar Aayin Badariya Kaari Lyrics

"Ghir Kar Aayin Badariya Kaari" lyrics from Krorepati sung by rajkumari dubey and music directed by rai chand boral and composed by rai chand boral and lyrics written by kidar nath sharma (kedar sharma)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ghir Kar Aayin Badariya Kaari Lyrics


Ghir kar aayin badariya kaari
Ghir kar aayin badariya kaari
Ghir kar aayin badariyaa kaari
Ghir kar aayin badariya kaari
Ghir kar aayin badariyaaa
Barsan laagi boondaniyaan
Barsan laagi boondaniyaan
Aur pawan chalat matwaari kaari
Ghir kar aayin badariya kaari
Ghir kar aayin badariya
Aavo sakhi jamuna tat jaayen
Aavo sakhi jamuna tat jaayen

Aa aa aa aavo sakhi
Jamuna tat jaayen aavo sakhi
Jamuna tat jaayen aavo sakhi
Jamuna tat jaayen aavo sakhi
Jamuna tat jaayen bansi bajaawat
Dil ko lubhaawat bansi bajaawat
Dil ko lubhaawat hamko bulaawat
Humko bulaawat
Kunj bihaari kunj bihaari

Bansi bajaawat dil ko lubhaawat
Bansi bajaawat dil ko lubhaawat
Hamko bulaawat hamko bulaawat
Kunj bihaari kunj bihaari
Ghir kar aayin badariya kaari
Ghir kar aayin badariya.

More songs lyrics from Krorepati.