Ghar Tera Apna Ghar Lyrics

Ghar Tera Apna Ghar lyrics from Waris sung by suraiya jamaal sheikh (suraiya), talat mahmood and music directed by anil krishna biswas and composed by anil krishna biswas and lyrics written by majrooh sultanpuri

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ghar Tera Apna Ghar Lyrics


Ghar tera apna ghar lage
Jaye kaha mann iske aage
Jaye kaha
Mili man ki dagar se teri gali
Mili man ki dagar se teri gali

Jaise musafir paye watan me
Chain hai waisa tere nain me
Jaise musafir paye watan me
Chain hai waisa tere nain me
Chain hai waisa tere nain me
Naina dhunde rain basera
Kah do ke ha yahi dwar hai tera
Kah do ke ha yahi dwar hai tera
Naina dhunde rain basera
Kah do ke ha yahi dwar hai tera
Kah do ke ha
Mili man ki dagar se teri gali
Mili man ki dagar se teri gali

Hath me jo hath hai tere
Jaise manjil sath hai mere
Jaise manjil sath hai mere
Hath me jo hath hai tere
Jaise manjil sath hai mere
Jaise manjil sath hai mere
Rahi teri gali jab se aayi
Aake yaha nit mann yahi gaye
Aake yaha nit mann yahi gaye
Rahi teri gali jab se aaye
Aake yaha nit mann yahi gaye
Aake yaha
Mili man ki dagar se teri gali
Mili man ki dagar se teri gali
Ghar tera apna ghar lage
Jaye kaha mann iske aage
Jaye kaha
Mili man ki dagar se teri gali
Mili man ki dagar se teri gali.

More songs lyrics from Waris.