Gham Ka Sataya Hua Lyrics

"Gham Ka Sataya Hua" lyrics from Abu Kaliya sung by nitin mukesh chand mathur and music directed by jitin shyam and composed by jitin shyam and lyrics written by aish kanwal

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Gham Ka Sataya Hua Lyrics


Gham ka sataya hua
Kismat ka mara hua
Zindagi ke har
Khel mein hara hua
Gham ka sataya hua
Kismat ka mara hua

Shayad mere haath mein
Jeet ki rekha nahin
Jo bhi maine chaha use
Khote huye dekha nahin
Pa saka na main use
Jo bhi mujhe pyara hua
Gham ka sataya hua
Kismat ka mara hua

Aarzoo mein phool ki
Kanto pe main chalta raha
Khun mera aas ke
Dipak mein jalta raha
Aaj main akela hoon
Dil besahara hua
Gham ka sataya hua
Kismat ka mara hua

Jaane kya kya dil mein tha
Khwab the armaan the
Kya khabar thi yeh tabahi
Ke meri saman the
Reh gaye bhawar mein hum
Dur ab kinara hua
Gham ka sataya hua
Kismat ka mara hua
Zindagi ke har
Khel mein hara hua
Gham ka sataya hua
Kismat ka mara hua.

More songs lyrics from Abu Kaliya.