Gham - E - Hayat Mein Lyrics

"Gham - E - Hayat Mein" lyrics from Dard Kafi Hai Bekhudi Ke Liye sung by reshma and music directed by mohammed khan and composed by mohammed khan

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Gham - E - Hayat Mein Lyrics

Gham – e – hayat mein koi kami nahin aayi

Nazar fahed ke teri jamaan aar aayi
Gham – e – hayat mein

Woh daastan jo teri dil kashi ne chhedi thi

Hazaar baar meri saadagi ne dohraai
Hazaar baar meri saadagi ne dohraai
Gham – e – hayat mein koi kami nahin aayi
Gham – e – hayat mein

Fasaane aam se hi meri chasmein heraan hain

Tamashe banate rahein hain yahan tamashai
Tamashe banate rahein hain yahan tamashai
Gham – e – hayat mein koi kami nahin aayi
Gham – e – hayat mein

Kisi ke husno ne tamanna ka paas hain warna

Mujhe khayaal jahan hain na khof rushwaai
Mujhe khayaal jahan hain na khof rushwaai
Gham – e – hayat mein koi kami nahin aayi
Gham – e – hayat mein

Main sochta hoon zamane ka haal kyaa hoga

Agar ye uljhi huyi zulf tune suljhaai
Agar ye uljhi huyi zulf tune suljhaai
Gham – e – hayat mein koi kami nahin aayi
Gham – e – hayat mein
Nazar fahed ke teri jamaan aar aayi
Gham – e – hayat mein.

More songs lyrics from Dard Kafi Hai Bekhudi Ke Liye.