Ghaghara Lyrics

"Ghaghara" lyrics from Dirty Politics sung by mamta sharma and music directed by darshan rathod, sanjeev rathod and composed by darshan rathod, sanjeev rathod and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Ghaghara Lyrics


Kahin chaku chala ha, kahin goli chali
Kahin bigde laundon ki toli chali
Kahin chaku chala ha, kahin goli chali
Kahin bigde laundon ki toli chali
Kya main bataaun
Kaise jaan bachi hai
Kya main bataaun
Kaise jaan bachi hai
Aaye haye jaan bachi hai
Aaye haye haye jaan bachi hai

Mere ghagra ke,
Mere ghaghare ke
Mere ghaghara ke liye
Ghamasaan machi hai
Mere ghagare ke liye
Ghamasaan machi hai
Mere ghaghare ke liye
Ghamasaan machi hai
Mere ghagare ke liye
Ghamasaan machi hai

Ghagra, tera ghaghara,
Tera ghaghara, tera ghaghara
Tera ghagra, tera ghagra,
Tera ghaghara, tera ghagra

Aye hey chal hat!

Aashiq deewane kaise kaise
Toone hain ghagare mein faanse
Aankhon se toone pila di
Warna reh jaate hum to pyase

Ghagra, tera ghaghara,
Tera ghaghara, tera ghaghara
Tera ghagra, tera ghagra,
Tera ghaghara, tera ghagra
Mera ghagara, mera ghaghara,
Mera ghagara

Kya mohalla, kya baazar
Sab hain mere peechhe yaar
Hai rangila boote-dar
Mera ghagra
Munshi, neta, thanedar sab hain
Mere daavedar
Hai sajeela sarkar
Mera ghaghara

Kya main bataaun
Kaise jaan bachi hai
Kya main bataaun
Kaise jaan bachi hai
Mere ghaghara ke liye
Ghamasaan machi hai
Mere ghagare ke liye
Ghamasaan machi hai
Tere ghaghare ke liye
Ghamasaan machi hai
Tere ghagare ke liye
Ghamasaan machi hai

Lipte rahenge tere tan se
Tu hamko ghaghara bana le
Chahenge tujhko poore man se
Angiya ke beech mein chhupa le
Ghagra, tera ghaghara,
Tera ghaghara, tera ghaghara
Tera ghagara, tera ghagra,
Tera ghaghara, tera ghagra

Rehti hai behisab
Teri neeyat hai kharab
Aayega na tere hath
Mera ghaghara
Yoon na aage peeche dol hai
Yeh ghagra hai anmol
Re maanega na baat
Mera ghagra

Kya main bataaun
Kaise jaan bachi hai
Kya main bataaun
Kaise jaan bachi hai
Mere ghaghara ke liye
Ghamasaan machi hai
Mere ghagare ke liye
Ghamasaan machi hai
Tere ghaghare ke liye
Ghamasaan machi hai
Tere ghagare ke liye
Ghamasaan machi hai.

More songs lyrics from Dirty Politics.