Geet Tera Saaz Ka Lyrics

"Geet Tera Saaz Ka" lyrics from Intaquam sung by lata mangeshkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by rajendra krishan

Singer(s):
Lyricist(s):

Geet Tera Saaz Ka Lyrics


Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn
Tu bhi mera saathi ban
Jaa main teri hamraaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn
Tu bhi mera saathi ban
Jaa main teri hamraaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn

Aa jaa milke batle ho
Kya khushiya kya gham
Aa jaa milke batle ho
Kya khushiya kya gham
Tanha tanha tanhaai ka
Zaher peeye kyun ham
Tu mere jeevan ka panchhi
Main teri parwaaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn
Tu bhi mera saathi ban
Jaa main teri hamraaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn

Do deen ka saath nahin ho
Saari umr ka hain saath
Do deen ka saath nahin ho
Saari umr ka hain saath
Jiiteji na honge juda
Ye aaj mile jo haath
Tu mere saanson ka malik
Main teri daam saaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn
Tu bhi mera saathi ban
Jaa main teri hamraaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn.

More songs lyrics from Intaquam.