Gazab Kiya Tere Wade Pe Lyrics

"Gazab Kiya Tere Wade Pe" lyrics from Waris sung by rajkumari dubey and music directed by anil krishna biswas and composed by anil krishna biswas and lyrics written by qamar jalalabadi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Gazab Kiya Tere Wade Pe Lyrics


Gazab kiya tere
Waade pe aitabaar kiya
Tamaam raat
Qayamat ka itazaar kiya

Sautan ghar na jaa
O more saiyaan
Sautan ghar na jaa
O more saiyaan
Sautan ghar na jaa
Bairan ghar na jaa
O more saiyaan
Sautan ghar na jaa
O more saiyaan

Khabar na thi ke
Hame ashqabaar kar doge
Hamaari khushiyaan
Kisi par nisaar kar doge
Tod ke mera
Pyaar ka sapna
Tod ke mera
Pyaar ka sapna
Na jaa padun mai
Tore paiyaan o
More saiyaan
Na jaa padun mai
Tore paiyaan o
More saiyaan
Sautan ghar na jaa
Bairan ghar na jaa
O more saiyaan.

More songs lyrics from Waris.