Gawah Hai Chand Taare Lyrics

"Gawah Hai Chand Taare" lyrics from Damini: Lightning sung by kumar sanu, sadhana sargam and music directed by nadeem saifi, shravan rathod and composed by nadeem saifi, shravan rathod and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Gawah Hai Chand Taare Lyrics


Gawah hain, chand taare gawah hain
Gawah hain, chand taare gawah hain
Tere mere milan ke, apne deewanepan ke
Nazare gawah hain

Gawah hain, chand taare gawah hain
Gawah hain, chand taare gawah hain
Tere mere milan ke, apne deewanepan ke
Nazare gawah hain
Gawah hain, chand taare gawah hain

Tumko rakhunga dil mein basake
Meri dharkan tum ho,
Dekhunga tumko shaam o shahar main
Mera darpan tum ho

Tumko rakhunga dil mein basake
Meri dharkan tum ho,
Dekhunga tumko shaam o shahar main
Mera darpan tum ho
Jee na sakunga main
Hoke juda

Gawah hain, chand taare gawah hain
Tere mere milan ke, apne deewanepan ke
Nazare gawah hain
Gawah hain, chand taare gawah hain
Damini, damini, damini o meri damini
Damini, damini, damini o meri damini

Bhool gayee main is duniya ko
Pyar hua jabse
Tere siwa kuchh aur na mangoo
Main to mere rab se

Bhool gayee main is duniya ko
Pyar hua jabse
Tere siwa kuchh aur na mangoo
Main to mere rab se
Seene mein armaan hain
Lab pe dua

Gawah hain, chand taare gawah hain
Gawah hain, chand taare gawah hain
Tere mere milan ke, apne deewanepan ke
Nazare gawah hain

Damini, damini, damini o meri damini
Damini, damini, damini main teri damini
Damini, damini, damini main teri damini.

More songs lyrics from Damini: Lightning.