Gar Pyar Humara Sacha Hai Lyrics

"Gar Pyar Humara Sacha Hai" lyrics from Tarzan In Fairyland sung by mohammed rafi and music directed by jimmy, premnath and composed by jimmy, premnath and lyrics written by shewan rizvi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Gar Pyar Humara Sacha Hai Lyrics


Gar pyar hamara sacha
Har takat ko lalkarega
Ye pyar kabhi na hara hai
Ye pyar kabhi na hara hai
Ye pyar kabhi na harega
Ye pyar kabhi na harega
Julm duniya me sada
Pyar pe hota raha
Parchame ishq magar
Ho ke uncha na jhuka
Jo kadam aage bada
Badke piche na hata
Jo kadam aage bada
Badke piche na hata
Ishq mohabbat ke liye
Taaz aur taqt diye
Teer aur talwar chale
Vaar pe vaar chale
O pyar jab jhuk na saka
Aayi duniya ki sada
O pyar jab jhuk na saka
Aayi duniya ki sada
Ha pyar jab jhuk na saka
Aayi duniya ki sada
Kya, is pyar se duniya hari hai
Ye pyar kabhi na hara hai
Ye pyar kabhi na harega
Ye pyar kabhi na harega

Kisaye kaid bhi sun
Jisko thi ishq ki dhun
Taar daman me na tha
Phul gulshan na tha
Dil ki murjai kali
Aarzoo dil ki jali
Marte marte na chuti
Haye laila ki gali
Ishq me ho ke fanna
Aisa diwana bana
Jo bhi tirbat pe gaya
Aayi tirbat se sada
Jo bhi tirbat pe gaya
Aayi tirbat se sada
Kya, is pyar se duniya hari hai
Ye pyar kabhi na hara hai
Ye pyar kabhi na harega
Ye pyar kabhi na hareg.

More songs lyrics from Tarzan In Fairyland.