Ganga Jamuna Do Hain Bahnen Lyrics

"Ganga Jamuna Do Hain Bahnen" lyrics from Nagin Aur Suhagan sung by usha khanna, usha mangeshkar and music directed by usha khanna and composed by usha khanna and lyrics written by ramchandra baryanji dwivedi (kavi pradeep)

Music Director(s):
Composer(s):

Ganga Jamuna Do Hain Bahnen Lyrics


Ganga jamuna
Ganga jamuna do hain bahnen
Bahnen no mein hain bada pyaar
Aisa pyaar ghar ghar mein ho
Iss pyaar pe hum balihaar
Aisa pyaar ghar ghar mein ho
Iss pyaar pe hum balihaar
Ganga jamuna

Bade bhaagy se mili hain
Mujhko aisi meethi meethi behana
Oho meethi meethi behana
Mann ki bholi tann ki sundar
Meri didi kyaa kehana
O ho didi kyaa kehana
Rahein umar bhar hum behano ko
Yehi prem dulla
Aisa pyaar ghar ghar mein ho
Iss pyaar pe hum balihaar
Ganga jamuna

Jee karta hain baahon mein bhar loon
Main ye chaand ka tukada
O ho chaand ka ye tukada
Dil ke kisi kone mein rakh loon
Main ye pyara pyara mukhada
O ho pyara pyara mukhada
Aisi behana unhi ko milati
Jinke punya hazaar
Aisa pyaar ghar ghar mein ho
Iss pyaar pe hum balihaar
Ganga jamuna

Jab meri didi darpan mein dekhe
Chehara suna suna damke
O ho suna suna damke
Agna mein meri beheniya naachein
Chunari chaar ghuni chamke
O ho chunari chaar ghuni chamke
Jab jab mein janmu tab tab paaun
Yahi behen har baar
Aisa pyaar ghar ghar mein ho
Iss pyaar pe hum balihaar

Ganga jamuna
Ganga jamuna do hain bahnen
Bahnen no mein hain bada pyaar
Aisa pyaar ghar ghar mein ho
Iss pyaar pe hum balihaar
Ganga jamuna.

More songs lyrics from Nagin Aur Suhagan.