Gaa Ban Ke Panchi Gaa Lyrics

"Gaa Ban Ke Panchi Gaa" lyrics from Vishwas sung by surendra nath and music directed by chaila lal and composed by chaila lal and lyrics written by munshi azam

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Gaa Ban Ke Panchi Gaa Lyrics


Gaa ban ke panchi ga
Ban ke panchi ga
Ga ban ke panchi ga
Ban ke panchi ga

Koi anokha rag suna de
Koi anokha rag suna de
Paani mein bhi aag laga de
Paani mein bhi aag laga de
Pagal is duniya ko bana de
Pagal is duniya ko bana de
Ga aur gaye ja
Ga aur gaye ja
Gaaa gaa ban ke panchi ga
Ban ke panchi ga

Chup kyu ho gayi ban ki raani
Chup kyu ho gayi ban ki raani
Tune meri bat na mani
Tune meri bat na mani
Suna wahi phir rut suhani
Suna wahi phir rut suhani
Mai kahta hoon ga
Mai kahta hoon ga
Gaa ban ke panchi ga
Ban ke panchi ga

Ped tu rashta roke kyu
Aye ped tu rashta roke kyu
Hai kya tu pagal ya majnu hai
Kya tu pagal ya majnu hai
Itna tujhko agar junun hai
Itna tujhko agar junun hai
Dunga sar katwa
Dunga sar katwa
Gaa ban ke panchi ga
Ban ke panchi ga

Saukh nadi tu kyu bahti hai
Saukh nadi tu kyu bahti hai
Bekal kiske liye rahti hai
Bekal kiske liye rahti hai
Jald bata tu kya kahti hai
Jald bata tu kya kahti hai
Payegi warna saja
Payegi warna saja
Gaa ban ke panchi ga
Ban ke panchi ga.

More songs lyrics from Vishwas.