Fariyad Na Kar Lyrics

"Fariyad Na Kar" lyrics from Ghar sung by zohrabai ambalewali and music directed by a.r. qureshi and composed by a.r. qureshi and lyrics written by roopbani

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Fariyad Na Kar Lyrics


Fariyad na kar aansoo na baha
Fariyad na kar aansoo na baha
Itni badi duniya mein teri kaun sunega
Itni badi duniya mein teri kaun sunega
Kaun sunega kaun sunega
Fariyad na kar aansoo na baha
Fariyad na kar aansoo na baha

Kismat ne tere sine pe
Jo teer hai mara teer hai mara
Kismat ne tere sine pe
Jo teer hai mara
Sindur mitaya tera ghar bar ujada
Sindur mitaya tera ghar bar ujada
Chhin ke tujhse tere jeevan ka sahara
Chhin ke tujhse tere jeevan ka sahara
Do pal ki suhagan tujhe
Kahte hai vidhwa kahte hai vidhwa
Do pal ki suhagan tujhe
Kahte hai vidhwa kahte hai vidhwa
Fariyad na kar aansoo na baha
Fariyad na kar aansoo na baha

Kato bhara rashta tere jeevan ka saheli
Kato bhara rashta tere jeevan ka saheli
Jeena hi padega tujhe duniya mein akeli
Jeena hi padega tujhe duniya mein akeli
Bigdi huyi takdir pe ab rona ye kaisa
Bigdi huyi takdir pe ab rona ye kaisa
Bedard zamana teri
Halat pe hasega halat pe hasega
Bedard zamana teri
Halat pe hasega halat pe hasega
Fariyad na kar aansoo na baha
Fariyad na kar aansoo na baha.

More songs lyrics from Ghar.