Farishton Ki Dua (Romantic) Lyrics

"Farishton Ki Dua (Romantic)" lyrics from Dare You sung by jayesh gandhi, kavita shah and music directed by jayesh gandhi and composed by jayesh gandhi and lyrics written by mohnish raza

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Farishton Ki Dua (Romantic) Lyrics


Oh my baby oh my honey
Oh my baby oh my honey
Oh my baby oh my honey
Farishto ki paaki dua ki tarah hai
Tu sajdo ke kabil wafa ki tarah hai
Oh my baby oh my honey
Farishto ki paaki dua ki tarah hai
Tu sajdo ke kabil wafa ki tarah hai

Ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna
Ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna
Tu mehbub mera khuda ki tarah hai
Tu mehbub mera khuda ki tarah hai
Oh my baby oh my honey
Oh my baby oh my honey
Sanam afrin marhaba
Sanam afrin marhaba
Sanam afrin marhaba
Sanam afrin marhaba

Zindagi me tera aana rab ka nazrana
Paayi maine tujhme panah
Karu main tera shukrana
Mere kadam jispe ruke tu
Hai wahi manzil
Lamha lamha resha resha
Mujhme hai tu shamil
Ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna
Ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna
Bina tere jina gunah ki tarah hai
Bina tere jina gunah ki tarah hai
Oh my baby oh my honey

Jhuthi muthi teri baate
Main na kabhi
Tere baato mein yu aanewaali
Ye jo teri dillagi hai
Mai to nahi teri dillagi me behnewali
Aashik mizaj tera janti hai
Achi nahi ye teri aadat
Ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna
Ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna
Ye teri mohabbat shishe ki tarah hai
Tu mehbub mera khuda ki tarah hai
Oh my baby oh my honey

Noor-e-khuda chehra tera
Aankhe teri sharara
Koi nahi tere jaisa tu husn-e-bahaara
Khwab-o-tale aao mile milke subah karle
Palko tale ose rakh ke ruhe badal kar le
Ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna
Ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna
Tu kasturi mehram fiza ki tarah hai
Tu kasturi mehram fiza ki tarah hai
Oh my baby oh my honey
Oh my baby oh my honey
Sanam afrin marhaba
Sanam afrin marhaba
Sanam afrin marhaba
Sanam afrin marhaba

More songs lyrics from Dare You.