Farishton Ki Dua (Angels Orar) Lyrics

"Farishton Ki Dua (Angels Orar)" lyrics from Dare You sung by kavita shah and music directed by jayesh gandhi and composed by jayesh gandhi and lyrics written by mohnish raza

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Farishton Ki Dua (Angels Orar) Lyrics


Farishto ki paaki dua ki tarah hai
Tu sajdo ke kabil wafa ki tarah hai
Farishto ki paaki dua ki tarah hai
Tu sajdo ke kabil wafa ki tarah hai
Ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna
Ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna
Tu mehbub mera khuda ki tarah hai
Tu mehbub mera khuda ki tarah hai

Aake tere karib yun duniya lage hai juda
Teri mujhe baate sabhi dil ki lage hai dua
Ye zindagi mujhpe kahi leti hai ab saanse
Maine mujhe pa hi liya khud mein tujhe paa ke
Ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna
Ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna
Tu viraniyo mein fiza ki tarah hai
Tu jannat ki taare saba ki tarah hai
Farishto ki paaki dua ki tarah hai.

More songs lyrics from Dare You.