Fancy Thumke Lyrics

"Fancy Thumke" lyrics from Family of Thakurganj sung by dev negi, jyotica tangri, mika singh and music directed by sajid ali, wajid ali and composed by sajid ali, wajid ali and lyrics written by danish sabri

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Fancy Thumke Lyrics


Aasmaan se barse rang
Chal aa holi khelein sang
Aasmaan se barse rang
Chal aa holi khelein sang

Pichkaari hathon mein le kar
Kar do sabki shanti bhang

Dhoodh-voodh mein bhaang Mila ke
Baith ja bhole nain mila ke
Dhoodh-voodh mein bhaang Mila ke
Baith ja bhole nain mila ke

Sharam-varam ki baat chhod ke
Naach le baby mere sang

Jab tu maare fancy thumke
Jab tu maare fancy thumke
Dil pe gire bijuriya re
Jab rang lagaye

Ho jab rang lagaye sawariya re
Badi rangeen laage kamariya
Ho jab rang lagaye sawariya re
Badi rangeen laage kamariya
Ho jab rang lagaye sawariya re
Badi rangeen laage kamariya

Tere hothon ki smile
Kar degi mujhko ghayal
Baby yeh tera style
Ho dil mein preet ke beat bajaaye

Jaanu main tera drama
Tera yeh saregama
Ungli pakadne di thi
Tu to sar pe hi aan pada hai

Haye baahon pe thumhare
Aake simat jayenge
Happy Holi keh ke gale lipat jayenge
Bheeg ke paani mein aise laage
Bheeg ke paani mein aise laage
Jaise jal mein chale machhuriya re

Jab rang lagaye sawariya re
Badi rangeen laage kamariya
Jab rang lagaye sawariya re
Badi rangeen laage kamariya

Taiyaar ho kya?

Aaya main aaya
Aur aate hi main chhaya
Aate hi hilaya
Maine maahaul banaya
Kar na tu koyi fikar
Kar masti tu nidar
Kaahe ko tu door bhaage
Aaja mere paas idhar

Dhamaka karenge hum
Holi ke is tyohar mein
Aa jao saare sath mein
Hum mil ke jhande gaad dein
Aa jao saare sath mein
HUm doob jaayein gulaal mein

Dekhoge pichkaari
Rang denge kurti saari
Colour na utrega
Chaahe dhobi se wash karana

Dekho na aisa karna
Mehnga padega warna haan
Muthi mein rang le kar
Mere gaalon pe rang lagana

Haye cute cute face tera
Akhiyon pe kajal
Kar hi daalega
Oh re baby humko paagal
Mukh pe ghunghta daal ke rakh
Kahin lag na jaaye najariya re

Jab rang lagaye sawariya re
Badi rangeen laage kamariya
Jab rang lagaye sawariya re
Badi rangeen laage kamariya
Jab rang lagaye sawariya re
Badi rangeen laage kamariya.

More songs lyrics from Family of Thakurganj.