Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa Lyrics

"Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa" lyrics from Parchhaiyan sung by ustad ghulam ali and music directed by ustad ghulam ali and composed by ustad ghulam ali and lyrics written by saghar siddiqui

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa Lyrics


Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
Warna in taro bhari rato me kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi

Jee me aata hai ulat de unke chehare se naqaab
Jee me aata hai ulat de unke chehare se naqaab
Hausala karate hai lekin hausala hota nahi
Warna in taro bhari rato me kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi

Shamma jiski aabru par jan de de jhum kar
Shamma jiski aabru par jan de de jhum kar
Wo patanga jal to jata hai fana hota nahi
Warna in taro bhari rato me kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi

Ek muddat se rah o rasm e nazara band hai
Ek muddat se rah o rasm e nazara band hai
Ab to unka tur par bhi samana hota nahi
Warna in taro bhari rato me kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi.

More songs lyrics from Parchhaiyan.