Ek Tha Raja Lyrics

"Ek Tha Raja" lyrics from Virasat sung by hariharan and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by javed akhtar

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ek Tha Raja Lyrics


Hey ek aisa tha raja
Ek tha gaaw tha jaha ka
Ek aisa tha raja
Sabke dilo mein vo rahta
Uske jaisa koi nahi tha

Ek tha gaaw tha jaha ka
Ek aisa tha raja
Sabke dilo mein vo rahta
Uske jaisa koi nahi tha

Gaaw mein sabhi ke chehare
Phulo ki tarah khilte the
Gaaw mein sabhi ke chehare
Phulo ki tarah khilte the
Khushiyo bari thi duniya
Pyar ke diye jalte the
Har ghar uska tha apna ghar
Sabke liye wo ek barabar
Sukh aur dukh mein
Sabka saathi wo banata tha
Uske rahte har din mela tha

Ek tha gaaw tha jaha ka
Ek aisa tha raja
Ek tha gaaw tha jaha ka
Ek aisa tha raja
Sabke dilo mein vo rahta
Uske jaisa koi nahi tha
Ek tha gaaw tha jaha ka
Ek aisa tha raja.

More songs lyrics from Virasat.